Sattar minute hain tumhare paas. Shayad ye tumhare zindagi ke sab se khaas sattar minute. Aaj tum aacha khelo ya bura, yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahenge. kaise khelna hai.. aaj mein tumhe nahi bataunga, bas itna kahunga, ki jao aur ye sattar minute jee bhar kar khelo, kyonki iske baad aane wali zindagi chahe kuch sahi ho ya galat, chahe kuch rahe ya na rahe, haaro ya jeeto, lekin ye sattar minute tumse koi nahin chheen saktha, kyunki mein jaantha hu ki aagar ye sattar minute is team ka har player apne zindagi ki sabse badiya hockey khele, to ye satar min khuda bhi tumse vaapas nahin maang sakta!
Jo nahin ho sakt, wahi tho karna hai!
National Womens Hockey na kuch kar payee hai, na kuch kar payengi.
Mujhe states ki naam na sunayie dethe hai, na dhikaie dete hai. Sirf ek mulk-a-naam sunayie detha hai, I-N-D-I-A
Har team mein bas ek hi gunda ho saktha hai, Aur is team ka gunda mein hun!
Vaar karna hai to mardho ki tarah aage se karo… Woh kya hai ki humari team me chakke nahi hote!!
Chandi (Srk referring to his silver medal) Ko Sone Me badlne ki koshish kar rahaa hoon.
Pehli baar kisi ghore ko Bharath ka jhanda leharate hue dekh raha hoon.
Marr jaayenge - par haar ke nahi aayenge!!
No comments:
Post a Comment